Mile Ho Tum Song Lyrics - Neha Kakkar
June 15, 2020Mile Ho Tum Song Lyrics
If you find Mile Ho Tum Song Lyrics - Neha Kakkar So you visit safest platform. we provide you Mile Ho Tum Song Lyrics - Neha Kakkar . We Provide Daily lyrics so visit our site daily.
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakiron se (x2)
Teri mohabbat se saansen mili hain
Sadaa rehna dil mein qareeb hoke
Mile ho tum humko bade naseebo se
Churaya hai maine kismat ki laqeeron se (x2)
Teri chaahton mein kitna tadpe hain
Saawan bhi kitne tujh bin barse hain
Zindagi mein meri saari jo bhi kami thi
Tere aa jaane se ab nahi rahi
Sadaa hi rehna tum mere qareeb hoke
Churaya hai maine kismat ki laqeeron se
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki laqeeron se
Baahon mein teri ab yaara jannat hai
Maangi khuda se tu woh mannat hai
Teri wafaa ka sahaara mila hai
Teri hi wajah se ab main zinda hoon
Teri mohabbat se zara ameer hoke
Churaya hai maine kismat ki laqeeron se
Miley ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki laqeeron se
0 comments